Saturday 26 February 2011

Lyrics- Tum Paas Aaye

Album: Kuch Kuch Hota Hai

Tum paas aaye, youn muskraye
Tum ne na jane, kya sapne dikhaye
Ab to mera dil, jaage na sota hai
Kya karoo haaee, kuch kuch hota hai

Na jaane kaisa ehsaas hai
Bujhti nahi hai kya pyas hai
Kya nasha is pyar ka
Mujh pe sanam, chane laga
Koi na jaane, kyon chain khota hai
Kya karoon haaee, kuch kuch hota hai

Kya rang laayi meri duva
Ye ishk jaane, kaise hua
Bechainiyo mein chain
Na jaane kyon, aane laga
Tanhai mein dil yaade sanchota hai
Kya karoon haaee, kuch kuch hota hai