Wednesday 23 February 2011

Lyrics- Ae Mere Humsafar (Qayamat se Qayamat tak)

Song Name: Ae Mere Humsafar
Movie: Qayamat Se Qayamat Tak
Singer(s): Udit Narayan, Alka Yagnik

Ae mere humsafar, ek zara intzaar
Sun sadayen de rahi hain, manzil pyaar ki

Ab hai judai ka mausam, do pal ka mehmaan
kaise naa jaayega andhera, kyoon naa thamega toofan
Kaise naa milegi manzil pyaar ki.......Ae mere humsafar

Pyaar ne jahan pe rakha hai Jhoomke kadam ek baar
vahin se khula hai koi rasta, vahin se giri hai deewaar
Roke kab ruki hai manzil pyaar ki ,,,,,,,, Ae mere humsafar,