Friday 4 February 2011

Gospel of Salvation

Messege about Christ [Isaiah61:1-3]
Language: Hindi

Prabhu yehova ka aatma mujh par hai. Kyomki yehova ne susamachar sunane ke liye mera abhishek kiya aur mujhe isliye bheja hai ki khedit man ke logon ko shaanti doon; ki bandiyon ke liye swatantrata ka aur kaidiyon ke liye chudkare ka prachar karoon;
ki yehova ke prasann rahne ke varsh ka aur hamare parmeshwar ke palta lene ke din ka prachar karoon; ki sab vilaap karne valon ko shaanti doon.
Aur zion ke vilaap karne valon ke sir par ki raakh door karke sundar pagdi baand doon, ki unka vilaap door karke harsh ka tel lagaoon aur unki udasi hatakar yash ka odna odaoon; jis se ve dharam ke banjvriksh aur yehova ke lagaye hue kahlayen aur jis se uski mahima pragat ho.

The Lord sent his only one begotton son to the world to fulfill many thing. Here in these verses we can see the great and undefinable plans of the Lord towards us. These verses are not telling only for one people, but for the whole world.

Really the spirit of the Lord was in Christ, and did many wonders which nobody did and no one can do without the power of God.

To provide peace for sad, who live in grief, and miserable people. Here we find one thing, the Bible gives peace and the words of Jesus are faithful.
Here we can see the main three purpose of the coming of Jesus Christ.
(1) Peace
(2) Freedom
(3) Deliverance